เราใช้คุ๊กกี้บนเว็บไซต์ของเรา กรุณาอ่านและยอมรับ นโยบายความเป็นส่วนตัว เพื่อใช้บริการเว็บไซต์ ไม่ยอมรับ
LyricsTranslate.topSurojit Mondal
Bhula Na Teri Baatein Lyrics – Stebin Ben


 • Bhula Na Teri Baatein Lyrics

  Dil ko diya hain dilaasa
  Aayega phir jaane wala
  Bichhda hain jo rango se
  Masuam hain vo aane wala

  Jitni bhi hain dooriyaan
  Hone lagi be asar
  Yeh jo teri yaad hain
  Ab hain meri humsafar

  Bhula na teri baatein dil
  Bhula na teri baatein
  Abhi bhi hain nayi si
  Puraani mulakaate

  Bhula na teri baatein dil
  Bhula na teri baatein
  Abhi bhi hain nayi si
  Puraani mulakaate

  Beete jo lammhe vo
  Aankho ke kono me
  Thehare hain banke nami
  Chalti thi sang tere
  Seene me tere bin
  Dhadhkan hain ab vo thami

  Tu gayi sab gaya
  Jeene ko kuch nahin
  De rahi hosla
  Hain umeede jo bachi

  Tune likhe jo mujhe
  Khatt vo mere paas hain
  Milti yeh baarish bhi par
  Mujhko teripyas hain


Views

เข้าสู่ระบบเพื่อแสดงความคิดเห็น

Log in